Har aza khane me hai
- Shabbir and Abbas Tejani (2005)
Har aza khane me hai
(Ya hussain, ya hussain) x4
(Har azaa khane me hai matam bapaa Shabbir ka) x2
(Hai zami(n) se asman tak) x2 tazkira Shabbir ka
- (Asre ashoora jab aayi rehgaye tanha Hussain) x2
- (Hur chalaa jataa tha dozakh ki taraf chalta huwa) x2
- (Bujh gaya suraj yazidi fawj ka ik roz me) x2
- (Koyi roye ya na roye uski ye taqdir hai) x2
- (Ay falak tu hi bataa ye zayre khanjar kon hai) x2
- (Teen din ki pyaas me laashe uthaye kis qadar) x2
- (Tu bataa shame ghariba(n) baade shahe karbala) x2
- (Khof kya "Rehan" usko hashr ke hangaam se) x2
- (Hai zami(n) se asman tak) x2 tazkira Shabbir ka
(Ik behen thi saath me) x2 sarpar khuda Shabbir ka
(Har azaa khane me hai matam bapaa Shabbir ka) x2
(Phir achanak milgaya) x2 tha raasta Shabbir ka
(Har azaa khane me hai matam bapaa Shabbir ka) x2
(Jal raha hai aaj tak) x2 lekin diya Shabbir ka
(Har azaa khane me hai matam bapaa Shabbir ka) x2
(Khud Muhammad parh rahe hai) x2 marsiya Shabbir ka
(Har azaa khane me hai matam bapaa Shabbir ka) x2
(Ye Muhammad ka galaa hai) x2 ya galaa Shabbir ka
(Har azaa khane me hai matam bapaa Shabbir ka) x2
(Sabr dekho zabt dekho) x2 hosla Shabbir ka
(Har azaa khane me hai matam bapaa Shabbir ka) x2
(Khanaaye kaabaa jalaa ya) x2 ghar jalaa Shabbir ka
(Har azaa khane me hai matam bapaa Shabbir ka) x2
(Jisko bachpan se rahaa) x2 ho aasra "Shabbir" ka
(Har azaa khane me hai matam bapaa Shabbir ka) x2
(Har azaa khane me hai matam bapaa Shabbir ka) x2