Maa kehti thi asghar
- Shabbir and Abbas Tejani (2005)
Maa kehti thi asghar
(Haaye asghar, haay haay asghar) x3
(Maa kehti thi asghar mere ghar lawt ke aana) x3
- Royi hu bhare ghar ko, muje tum na rulaana
- (Tu bol nahi sakta hai, kya mangega paani) x2
- (Talwaar utha sakte nahi, tum mere beta) x2
- (Maydan me barsaat hai teero(n) ki meri jaan) x2
- (Aah nad-e-ali dam karoo(n) gardan pe teri mei) x2
- (Sunti hu(n) lagaa teer gale par tere beta) x2
- (Maloom tha mujhko ke tumhe pyaas hai kaysi) x2
- ("Rehan" dua karta hu(n) nohay ke sile me) x2
(Maa kehti thi asghar mere ghar lawt ke aana) x2
Ay nehr mere laal ko, tu paani pilaana
(Maa kehti thi asghar mere ghar lawt ke aana) x2
Tum teer-e-tabassum hi ko hathyaar banaana
(Maa kehti thi asghar mere ghar lawt ke aana) x2
Ay laal mere teero(n) se, tum khud ko bachana
(Maa kehti thi asghar mere ghar lawt ke aana) x2
Hai radde balaa ke liye, nuskha ye puraana
(Maa kehti thi asghar mere ghar lawt ke aana) x2
Ye zakhme guloo khuld mei, daada ko dikhana
(Maa kehti thi asghar mere ghar lawt ke aana) x2
Marne ke liye paani ka, karte the bahaana
(Maa kehti thi asghar mere ghar lawt ke aana) x2
"Shabbir" ka shaair hi, kahe mujhko zamana
(Maa kehti thi asghar mere ghar lawt ke aana) x2
(Haaye asghar, haay haay asghar) x3