Ghazi alam tere uncha rahenga

- Nadeem Sarwar (2001)


Ghazi alam tere uncha rahenga

(Yabne zehra, ya abbas) x2 (Ya abbas) x5

(Ghazi alam tera uncha rahenga) x2

(Ghazi alam tera uncha rahenga) x2

(Ghazi alam tera uncha rahenga) x2

(Ghazi alam tera uncha rahenga) x2

(Ghazi alam tera uncha rahenga) x2

(Ghazi alam tera uncha rahenga) x2

(Ghazi alam tera uncha rahenga) x2

(Ghazi alam tera uncha rahenga) x2

  1. (Kal bhi alam tere uncha rahe he) x3 Aj bhi hai or kal bhi rahenga
  2. (Tere alam ke saye me duniya, apni murade mang rahi he) x2 (Tere alam ke saye me aakar) x2 Jo nahi manga wo bhi milanga.
  3. (Isko abu talib ne banaya, mere nabi ne isko sajaya) x2 (Binte asad ne sehra charhaya) x2 Zehra ke bacho pe saye kareynga.
  4. (Ha ye alam hamza ka alam hai, ha ye alam jafar ka alam hai) x2 (Ha ye ghadeer-e qum ke bharam hai) x2 sab parchomo ka ye mawla rahenga.
  5. (Chadare zehra iska pharera, patka bhi hai zainab ke dua ka) x2 (Aise bandhe he mashk-e sakina) x2 Rishta alam se iska rahenga.
  6. (Bhula nahi sakta ye zamana, pani pe parcham ka lehrana) x2 (Hat katana mashk-e bachana) x2 Banke wafaa tu zinda rahenga.
  7. (Yuto bohot zainab pe sitam tha, lakin wo gham jo kohe alam thaa) x2 (Wo tera gham tha, wo tera gham tha) x2 Dil tere gham me rota rahenga.
  8. (Kal bhi alam tere uncha rahe he) x3 Aj bhi or kal bhi rahenga

(Ghazi alam tera uncha rahenga) x2