Zainab Ujar Gayi Pardes Ja Ke

- Nadeem Sarwar (2024)


Pyaare Nana,
Mere Pyaare Nana,
Ya Rasool Allah Mere Pyaare Nana..
 

Zainab Ujar Gayi Pardes Ja Ke,
Tera Dein Bacha Ke,
Ya Rasool Allah Mere Pyaare Nana..

Zainab Ujar Gayi Pardes Ja Ke..
Mere Pyaare Nana, Tera Dein Bacha Ke,
Zainab Ujar Gayi Pardes Ja Ke..

Roway Dhi Ali Di, Aynj Wain Pa Ke,
Zainab Ujar Gayi Pardes Ja Ke..

1) Chora Watan Ko Pardes Aayi Jis Ke Saharey Zahra Ki Jayi,
Darya Pe Soya Bazu Kata Ke Zainab Ujar Gayi Pardes Ja Ke..

2) Darbar Aayi Ghazi Di Sain Aye Daso Kehri Zainab Bagi Di Bhain Aye.
Rehya Puchda Zalim Maida Naam Cha Ke Zainab Ujar Gayi Pardes Ja Ke.

3) Gayi Cheer Barchi Akbar Da Seena Pamal Hoya Qasim Nagina.
Hoya Qatal Asghar Haye Teer Kha Ke Zainab Ujar Gayi Pardes Ja Ke.

4) Zindan Mein Thi Tanha Sakina Woh Dhondti Thi Baba Ka Seena.
Karti Thi Giriya Aanso Baha Ke Zainab Ujar Gayi Pardes Ja Ke.

5) Jawwad Ro Ro Makhdoma Aakhay Qabar-E-Nabi Nu Gal Naal La Ke.
Aa Rayi Haan Nana Qaidaan Nibha Ke Zainab Ujar Gayi Pardes Ja Ke.