Jab Mawla Ayenge

- Nadeem Sarwar (2000)


Jab Mawla Ayenge

(Al ajaal labayk-e mawla) x3

(Sari dunya me ujalaa, noor ka hojayenge) x3 Khanaaye kaaba ki chath par ek alam lehrayenga

(Jab mawla ayenge) x4

  1. Dekhene ek roz-e manzar istarha ka aayenga. Manzaro par ek manzar mustakil hojayenga (Ha yahi manzar qayamat, ki khabar banjayenga) x2 (Sari dunya me ujalaa, noor-e ka hojayenga) x3 Khanaaye kaaba ki chath par ek alam lehrayenga
  2. Ay azadaro sunonge jald-e mawla ki sadaa. Qayaame ale-muhammad askari ka mai laqa (Aaraha he aaraha he marhaba sad-e marhaba) x2 (Majlis-e Shabbir me ab shorkhiaah dekhena) x3 Pursadaro farshe gham par apne mawla dekhna
  3. Surkh andhiyaa uthengi phir samaj me aayenga. Jiski dunya muntazir thi phir wo manzaar aayenga (Mosame insaaf laykar mera mawla aayenga) x2 (Kufra hujro me chupenga darbadar ho jayengaa) x3 Mukhtasir lashkar imaam-e asr-e ka cha jayenga
  4. Aayenga jab haideri talwar ka wo virsidaa. Dekhna Chalti he kaise dekh shere kirdigaar (Phir zamino aasmaa tak ek hi hongi pukaar) x2 (Shahe marda sher-e yazdaa kuwate parwardigaar) x3 La fataa ilaa Ali lah saif-e illah zulfiqar
  5. Dekhena istarh mawla majlis-e karwayenge. Majliso me karbala wale bulaye jayenge (Naraye haydar lagenga panjatan jub ayaange) x2 (Dekhene un majliso me har shahidaa ajayenga) x3 phir to wo mataam karenge asmaan hiljayenga
  6. Chand narjis ka falaak se jab zamin par aayenga. Aayenge saare farishte awliya or ambhiya (Abe kawsar ki sabile ki lagengi jabaja) x2 (Unke aate hi sitaraa khud zamin par aayenge) x3 Dekhena shehr-e khamosha me diye jaljayenge
  7. Akbaro abbas kasim ke liye girya quna. Royange matam karenge jub imam-e insaja (Fatema zehra ki aayegi ye awaaz-e fugaa) x2 (Ay gharibo be watan ay karbala wale hussain) x3 tera nana kar rahahe teri mazloomi pe bain

(Jab mawla ayenge) x4