Je karta he mera mawla
- Nadeem Sarwar (2000)
Je karta he mera mawla
Ye virsa marte, Marte bhi, ye virsa marte, marte bhi, hum naslo ko dejayenge
(Majlis matam karwayenge) x2 Je karta hai mere mawla, sab karbobala ko jayenge (Majlis matam karwayenge)
Ham khun ali akber ki kasam nauha sugra ka sunayenge
- (Gazi ka alam utayange) x2 Dunya se kafle ayenge
- Jab Subh ho hogi, karbal me, (ham khake shifaa ko chumange) x3 Din rat waha sab ehle azaa, Mawla ka sog manayenge
- Jab dekhe chand muharram ka, (Sab jaye khayame hussaini par) x3 Abbas ke khayme par rukh kar gab izne ziyaraat payenge
- Jab ponchenge use manzil par (Asgher ke lagaa tha tir jahaa) x3 Bulwayenge nane bacho ko subeko pani pilwayenge
- Matam na rukenga ehle aza (akber ka jaha neza tha laga) x3
- Darya ke kanara beth ke ham (royenge wo manzar soch ke ham) x3 Jab khun me bhara aya tha alam ye soch ke ashk bahayenge
- Jab aath muharram ayenge (bacho ko banayenge sakaa) x3 us roz sajaa kar mashk o - alam sharbat pe nazar dilwayenge
- Jab shaam-e ghariba ayaangi (kya kya na hama rulwayengi) x3 Ek jalte huwe jula ki shabi yaad ayi to marjayengi
- Jis tila se Zainab ne kabhi (kat te huwa dekha bhayyi ka sar) x3 yaad ayenga roze ashura sine se gham phat jayenge
- Ashur ka din jab hogaya (Mawla se kahenge roro kar) x3 Daman me chupalijiye mawla ham lot ke gar na jayenge
(Majlis matam karwayenge) x2 Je karta hai mere mawla, sub karbobala ko jayenge (Majlis matam karwayenge)