Wo Khayme jal rahe hai
- Nadeem Sarwar (1997)
(Ya hussain) ..(5)
Ya hussain.
Yazid bola, badi fauj mere haath mein hai
Hussain bole, hussain bole.
Hussain bole natijaa, khuda ke hath mein hai
Yazid bola, jo bayyat karo khazaana hai
Hussain... Hussain bole ke nana ko muh dikhaana hai
Yazid bola, mai zalim hu, zulm karta hu
Hussain.. Ya hussain
Hussain bole, mai sayyed hu, sabr kar ta hu
(Ya husain) ..(2)
Woh khaime jal rahe hai, ye shaam e ghareeba'n hai..(3)
Ye ban me bikhri lashein ..(2)
Ab sham-e ka zindan hai
Woh khaime jal rahe hai, ye shaam e ghareeba'n hai..(2)
1. (Ik do peher me ujda, Ghar aisa fatema ka) ..(2)
(Thee jis jagah pe khayme) ..(2)
Ab us jagah dhuwa'n hai
Woh khaime jal rahe hai, ye shaam e ghareeba'n hai..(2)
2. (Akbar ne jab azaan di, Ye bekasi kaha'n thi) ..(2)
(Wo subho ki azaan thi) ..(2)
Ye shaam ki azaa'n hai
Woh khaime jal rahe hai, ye shaam e ghareeba'n hai..(2)
3. (Besar koi namaazi, Be dast koi ghazi) ..(2)
(Sine me ek jawaa'n ke) ..(2)
Tooti huwi sinaa hai
Woh khaime jal rahe hai, ye shaam e ghareeba'n hai..(2)
4. (Pehra badal gaya hai, Zainab ye karbala hai) ..(2)
(Zainab ke hath me ab) ..(2)
Abbas ka nishaa'n hai
Woh khaime jal rahe hai, ye shaam e ghareeba'n hai..(2)
5. (Kya dhund thi hai seena? Aa paas aa sakina) ..(2)
(Seene pe sone wali) ..(2)
Baba tera yahaa'n hai
Woh khaime jal rahe hai, ye shaam e ghareeba'n hai..(2)
6. (Rehan ho ke sarwar, hai sayyeda ke naukar) ..(2)
(Ek nauhago hai inka) ..(2)
Ek inka nauhakhwaa'n hai
Woh khaime jal rahe hai, ye shaam e ghareeba'n hai..(2)
Ye ban me bikhri lashein ..(2)
Ab sham-e ka zindan hai
Woh khaime jal rahe hai, ye shaam e ghareeba'n hai..(2)