Tere shehr-e se jaate hai
- Nadeem Sarwar (1996)
Tere shehr se jaate hai, dai humko dua nana.
Aabad karenge hum (x2) hy ab Karbobala nana.
1) Tera dheen hai mushkil me, mei kaise raho ghaar me (x2)
Tiflin main koyi wada (x2) ha tujse kiya nana.
2) Roze pe tera aake, hum shame jalaa te the (x2)
Ho ab kon mujawir hai (x2) Sughra ke siwa nana.
3) Is tarha parinde bhi, makhtal se nahi jaata (x2)
Gurbaat me mujai jaise (x2) hy abb jaane para nana.
4) Bachay hai bohot chota, gaarmi ka zamaana hai (x2)
Pohchayenga manzir par (x2) ab humko Khuda nana.
5) Amaa ki lahad chuti, roza bhi tera chuta (x2)
Us wakta kaleje par (x2) khanjar se chalaa nana.
6) Zainab (s.a) tere rouze par beparda nahi aaee (x2)
Ab dekhegi sab duniya (x2) sar uska khula nana
7) Mere saath mein jaati hai maasoom Sakina bhi (x2)
Pardes mein howegi (x2)uss par bhi jafa nana
8) Rehan larazta tha markad bhi payambar(s.a.w) Ka (x2)
Shabbir(a.s) jo kehte the (x2) mein marne chala nana