Ali Asadullah
- Nadeem Sarwar (2014)
Ya ali..
haideriyam,qalandaram, mastam banda-e-murtaza ali hastam
Mara mee kashad ishq-e-oo har taraf.Ali asadullah ali waliyullah
Geraftam manaz name haider sharaf.. Ali asadullah ali waliyullah
Gedayam gedaye gedayane oo, Aseeram aseere ameere najaf
Ali asadullah ali waliyullah..(2)
Mara mee kashad ishq-e-oo har taraf
Geraftam manaz name haider sharaf
Gedayam gedaye gedayane oo
Aseeram aseere ameere najaf
Ali asadullah ali waliyullah..(2)
Warise tegho alam baabe sharaf..(2)
Taaje wehdat ke liye durre najaf..(2)
Gauhare nehj-e-balagha ka sadaf
Jalwa-e-fauje khuda waqt-e-sahar..(2)
Haa aliyun basharun kaifa bashar..(2)
Ali asadullah ali waliyullah..(2)
Saqiye kaun-o-maka qiblae jaa..(2)
Qasime ilmo adab naro jina..(2)
Sahibe lauho qalam roohe rawa
Mashale noore rukh as-shamso qamar
Haa aliyun basharun kaifa bashar..(2)
Ali asadullah ali waliyullah..(2)
Hamile quadrate qum be izni..(2)
Kulle eemaan irado ka dhani..(2)
Uske jaisa na sakhi aur ghani
Khake nalain-e-ali durro gauhar
Haa aliyun basharun kaifa bashar..(2)
Ali asadullah ali waliyullah..(2)
Hastiye haider-e-qarrar khuda ka lashkar..(2)
Pech ammame ke aflako zamee ka chakkar
Rasta khuld ka hai ja-e namaz-e- haider
Maskane haider-e-qarrar hai allah ka ghar
Nashir-e-fust-o- bi rabbil kaba..(2)
Ye zami jiska nishane sajda..(2)
Jiska saya nhi uska saaya
Rabba hu fee hi tajjallae zahar..(2)
Haa aliyun basharun kaifa bashar..(2)
Ali asadullah ali waliyullah..(2)
Paaye haider se jo masraah ka patthar hoga
Sang wo durre najaf soorate gauhar hoga
Aisa gauhar jo kabhi meesam-o-qambar hoga
Aur kabhi surat-e- salman-o-abuzar hoga
Ishq-e- haider ba khuda lutf-e-khuda..(2)
Sahibe zarf ko hota hai ata
Ishq-e- haider me ibadat ka maza
Jiske maddah sabhi warg-o-shajar..(2)
Haa aliyun basharun kaifa bashar..(2)
Ali asadullah ali waliyullah..(2)
Khoob haider ne piya jaam-e-qaza..(2)
Apne qatil ko jagakar ye kaha..(2)
Kaam kar dushmane rabbe kaba
Allah allah ali ka yeh jigar..(2)
Haa aliyun basharun kaifa bashar..(2)
Ali asadullah ali waliyullah..(2)
Alam-e-karb hai tanhai teri..(2)
Karbala kha gai beenai teri..(2)
Tere bacho me thi danai teri
Utra maida me ye kehkar akbar..(2)
Haa aliyun basharun kaifa bashar..(2)
Ali asadullah ali waliyullah..(2)
Fikr-e-rehan-o-nadeem-e-sarwar..(2)
Hai dua-e-dile Zahra ka asar..(2)
Barsar-e-farsh-e-aza ya haider
Leke maujood hai tere naukar..(2)
Haa aliyun basharun kaifa bashar..(2)
Ali asadullah ali waliyullah..(2)