Ye matam ki sada zinda rakhegi

- Miscellaneous (2014)


yeh matam ki sada..zinda rakhegi(6)
humein karbobala...zinda rakhegi
yeh matam ki sada..zinda rakhegi.(4 )
humein karbobal..zinda rakhegi

kafan ke saath rakh dena lahad me..(2)
mujhe khaake shifaa..zi nda rakhegi(2)
humein karbobala. ..zinda rakhegi

yeh matam ki sada..zind a rakhegi(6)

aza shabbir ki marne na degi..(2)
Mujhe Sheh ki azaa..zind a rakhegi.(2 )
humein karbobala. .zinda rakhegi

yeh matam ki sada..zind a rakhegi(4)

alam ke saaye me aajaa ke tujhko.(2)
pharaire ki hawa..zind a rakhegi(2)
humein karbobala. ..zinda rakhegi

yeh matam ki sada..zind a rakhegi(4)

mai duniya se chala jaunga lekin..(2)
mujhe meri qaza..zind a rakhegi.(2 )
humein karbobala. ........zi nda rakhegi

yeh matam ki sada..zind a rakhegi(4)

jo chaho zindagi aao najaf me(2)
Ali ki khaake paah...zin da rakhegi(2)
humein karbobala. .zinda rakhegi

yeh matam ki sada..zind a rakhegi(4)

hamesha qaidkhaane ki fiza ko(2)
Sakina ki bukaa...zi nda rakhegi.(2 )
humein karbobala. ...zinda rakhegi

yeh matam ki sada..zind a rakhegi(4)

Najaf ki raah me be lauz sajde.(2)
Yahi teri adaa..zind a rakhegi.