Samajh ke zehra sataya gaya
- Asgar Khan (2010)
Haye sakina haye sakina...(2)
Haye sakina...(2)
Samajh ke zehra sataya gaya sakina ko..
Samajh ke zehra sataya gaya sakina ko...
(2)
Qadam qadam pe
Qadam qadam pe rulaya gaya sakina ko.

Talab kiya kisi zalim ne jab kanizi me,
chupaliya use zainab ne apni goadi me,
na pucho kaise..(2)bachaya g
aya sakina ko.

Wo pushte naka pe tanha wo tez raftari,
sambhalti kaise safar me hussain ki pyari,
giri nahi hai...(2) gira ya gaya sakina ko

sar e husain ko takte the abid
e muztar,
tadapne lagti thi ghazi ki lash dariya per,
tamacha jab bhi...(2) laga ya gaya sakina ko.

wo apna haal e yatimi sunane aayi thi,
pidar ki lash se pathar hatane ayi thi,
laga ke durre...(2) hataya gaya sakina ko

Rubab bain ye turbat pe aake karti thi,
gharib ho gayi kitni husain ki beti,
gali gali me..(2) phiraya gaya sakina ko

Hijab e ghaib ka malik wo dard rakhta hai,
uthae mashq takallum talash karta hai,
kaha pe pani..(2) pilaya gaya sakina ko

(3)