Paani ley aawo
- Irfan Haider (2007)
Paani ley aawo
Jaan sakina ki jab aayi labo(n) par,
Suka huwa mashkiza layi wo muztar,
(Dekha bari yaas se bachi ne chacha ko) x2,
daste adab jhor ke kehne lagi rokar,
- lelo mashko alam tumko meri qasam,
- hasrat he yaas is darja pyaas hai,
- bache tashnajigar bethe hai nawha ghar,
- alatash ki sada sunti hai alqama,
- nazish-e-karbala tumho fakhre wafa,
- jawo hafiz khuda misle khaybar khusha,
- wada nibhana hai darya pe jaana hai
- sakina meri pyaari sakina, sakina, meri pyari sakina
- mange "mazhar" dua rab-e-mushkilkhusha,
awo diladu me izne shehe umam,
rakhlo sakina ka ye maa(n)
(paani layawo amu jaa(n)) x3
(kya meri pyaas ka tumko ehsas hai) x2
ayi labo(n) pe ab ye jaa(n)
(paani layawo amu jaa(n)) x3
(pyaas ke chhale hai in sab ke honto par) x2
pyaaso(n) ke tumho nigehbaa(n)
(paani layawo amu jaa(n)) x3
(sunte hai mashkize nawha sakina ka) x2
gar tumko pyaaso(n) ka hai dhya(n)
(paani layawo amu jaa(n)) x3
(pyaaso(n) ki aas ho phuphiyo(n) ki ho rida) x2
lillah sherena yazda(n)
(paani layawo amu jaa(n)) x3
(darya ko cheen kar bharlena mashkiza) x2
bazuwe sayede zeesha(n)
(paani layawo amu jaa(n)) x3
(paani bhi lana tumko bhi aana hai) x2
tum mujhpe me tumpe qurba(n)
(paani layawo amu jaa(n)) x3
sunkar bhatiji ki baat shere jari,
(bola qurban hai tumpar ye jaa(n) meri) x2
tum jo kehti ho meri jaa(n)
(paani layawo amu jaa(n)) x3
(roze mehshar kahe tujhse khayrun nisa) x2
nawha suna wohi "irfa(n)"
(paani layawo amu jaa(n)) x3