Sun Lain wo jin kay liye

- Mir Hasan Mir (2004)


Sun Lain wo jin kay liye,
Zikr e Ali a.s bar hai,
Sun Lain wo jin kay liye,
Zikr e Ali a.s bar hai,
Sun Lain wo jin kay liye,
Zikr e Ali a.s bar hai,
Zikr e Ali a.s bar hai,
Aj bhi parde mein Haider e karar hai.! x2
2:
Usko hai sb ki khabr,
Rakhta hai sb pr Nazar,
Rakhta hai sb pr Nazar,
Usko hai sb ki khabr,
Usko hai sb ki khabr,
Rakhta hai sb pr Nazar,
Rakhta hai sb pr Nazar,
Kon hai Gadaar or Kon Wafadar hai.!
3:
Qa'ail e sheita(n) to hai,
Qa'ail e ghaibat nhi,
Qa'ail e ghaibat nhi,
Qa'ail e sheita(n) to hai,
Qa'ail e sheita(n) to hai,
Qa'ail e ghaibat nhi,
Qa'ail e ghaibat nhi,
Haye muslman bhi,
Haye muslman bhi,
kitna samajhdar hai.!
4:
Lagta hai taig e Ali a.s,
Guzri hai Yaa(n) se abhi,
Guzri hai Yaa(n) se abhi,
Lagta hai taig e Ali a.s,
Lagta hai taig e Ali a.s,
Guzri hai Yaa(n) se abhi,
Guzri hai Yaa(n) se abhi,
Ran mein jo charon taraf,
Ran mein jo charon taraf,
Lashon ka anmbaar hai.!
5:
Lakh dawayen karey,
Theek na hoga kabhi,
Theek na hoga kabhi,
Lakh dawayen karey,
Lakh dawayen karey,
Theek na hoga kabhi,
Theek na hoga kabhi,
Aal e Mohammad kay jo,
Aal e Mohammad kay jo,
Bughz me beemar hai.!
6:
Munkir e Ashq e aza,
Soch lay itna zara,
Soch lay itna zara,
Munkir e Ashq e aza,
Munkir e Ashq e aza,
Soch lay itna zara,
Soch lay itna zara,
Ghaib mein betha hai jo,
Ghaib mein betha hai jo,
Ghaib mein betha hai jo,
Wo bhi azadaar hai.!
Sun lain wo jin kay liye,
Zikr e Ali a.s bar hai..