Doosra Abbas nahi
- Shahid Baltistani (2013)
Haye sakina haye pyaas
Khoon me duba hua
Dekhkar khali alam
Ek kohram utha
Haye sakina haye pyaas
Bacche khamosh hue jab sakina ne kaha
Pani maange na koi 2
Roke sakina boli
Paas......
1.ilteja hai yeh meri
Koi pyaasa na kare
Shikwae tishnalabi
Paas.....
2.mere baba se inhe door hatado baccho
Khali kuzo ko kahi jake chupado baccho
Dekhkar khusk inhe woh na mehsoos kare
Apne bhai ki kami
3.kaash pani ke liye unse na kehti aakar
Kya khabar thi ke nahi
aaenge ammu jakar
Sharm aati thi mujhe dekhkar tuti qamar
Ja nikalti hai meri
Paas....
4.Mujhko ehsaas na ho apne chacha ke gham ka
Isliye aate nahi saamne mere baba
Jaanti hu mai magar ke mere baba par kya qayamat guzri
Paas..
5.Dekh halmin ki sada dasht se aayi asghar
Itna ehsaan to kar behna pe bhai asghar
Uthja besheer mere baandhle sar se kafan
Ab zarurat hai teri
Paas....
6.Jisse dhadas thi tujhe
Kat gaye baazu uske
Teero talwar hai aur
Tanha hai baba tere
Aana mushkil hai,watan koi,ummeed nahi
Kehde sugra se koi
Paas....
6.Karbala waqt gayi kaisi takallum thi ghadhi
Dekhti thi wo kabhi baap ko darya ko kabhi
Sheh pe chalti thi churi bacchi ye kehti hui khaak par baith gayi.