Haaye Shabbir bayabaan ko
- Hassan Sadiq (2008)
(Ya husain, wa hussain) x2
(wa hussain) x2
(Haaye Shabbir bayabaa(n) ko basaanay ke liye) x3
- (Deen ki rah mai(n) bhare ghar ko) x2 lutane ke liye
- (Apnay gulshan se chunnay phool bahatar shah-e-deen) x2
- (Laal Zehra ka challa bakshish-e-ummat ke liye) x2
- (Ali Asgher ne Musalmaano se paani maanga) x2
- (Hakim-e-Shaam ko ghalkaar ke bole Abbas) x2
- (Bint-e-Zehra tere parde ki khuda khair kare) x2
- (Shah-e-Dee(n) Qasim-o-Asgher ko nichawar kar ke) x2
- (Daali "Gulzaar" ne jab haal-e-Saqifa pai nazar) x2
(Haaye Shabbir bayabaa(n) ko basaane ke liye) x3
(Karbala dekh teri god) x2 sajane ke liye
(Haaye Shabbir bayabaa(n) ko basaane ke liye) x3
(bundh khanjar ke tale sar) x2 wo kataane ke liye
(Haaye Shabbir bayabaa(n) ko basaane ke liye) x3
(Haaye ik teer milla pyaas) x2 bhujaane ke liye
(Haaye Shabbir bayabaa(n) ko basaane ke liye) x3
(Merai bazu hai(n) tera naksh) x2 mitaane ke liye
(Haaye Shabbir bayabaa(n) ko basaane ke liye) x3
(qalma goh aaye hai(n) khayyam) x2 jalaane ke liye
(Haaye Shabbir bayabaa(n) ko basaane ke liye) x3
(Ali Akber ki challe laash) x2 uthaane ke liye
(Haaye Shabbir bayabaa(n) ko basaane ke liye) x3
(Sara manzar tha yeh Zehra ko) x2 rulaane ke liye
(Haaye Shabbir bayabaa(n) ko basaane ke liye) x3