Sughra ki aa rahi thi sada
- Hassan Sadiq (2008)
(Marjayegi sughra, ghabrayegi sughra) x2
(Sughra ki aarahi thi sada saath le chalo, sab ke liye karungi dua saath le chalo) x3
- (Aadi nahi safar ki agar Amma thak gayee) x2
- (Akber ki deed mai(n) hai meri zindagi ka raaz) x2
- (Bin maa kai hu(n) yateem hi samjho agar mujhe) x2
- (Jungle main niklay dam to wahi(n) dafan kijiye)
- (Akber ko sehra chahe Sakina hi bandhle) x2
Asgher liya karu(n) gi utha saath le chalo
sab kai liye karu(n) gi dua saath le chalo
(Sughra ki aarahi thi sada saath le chalo, sab kai liye karun gi dua saath le chalo) x2
Akber sai yu(n) karo na juda, saath le chalo
Sab kai liye karu(n) gi dua saath le chalo
(Sughra ki aarahi thi sada saath le chalo, sab kai liye karun gi dua saath le chalo) x2
Allah karega sabar aata saath le chalo
Sab kai liye karu(n) gi dua saath le chalo
(Sughra ki aarahi thi sada saath le chalo, sab kai liye karun gi dua saath le chalo) x2
Hargiz nahi karu(n) gi gilla, saath le chalo
Sab kai liye karu(n) gi dua saath le chalo
(Sughra ki aarahi thi sada saath le chalo, sab kai liye karun gi dua saath le chalo) x2
De du(n) gi door se hi dua, saath le chalo