Khwaab Ibrahim Ki
- Hassan Sadiq (2008)
(Haay Hussaina) x4
(Khaab-e-ibrahim ki tabeer di shabbir ne) x2
- (Ibteda bhai ne ki aur inteha hamsheer ne) x2
- (Ankhon se patti hata kar dekhlijiye ya khaleel) x2
- (Kis tarah bhulegi madar haaye woh atthara saal) x2
- (Haaye woh shame ghareeban baad qatl-e-shah-e-deen) x2
- (Deen ko "irfan" zinda is tarah sheh ne kiya) x2
Khaab-e-ibrahim ki tabeer di shabbir ne
(Ibteda bhai ne ki aur inteha hamsheer ne) x2
(Seenae Akbar se barchi khenchli Shabbir ne) x2
(Ibteda bhai ne ki aur inteha hamsheer ne) x2
Khaab-e-ibrahim ki tabeer di shabbir ne
(Ibteda bhai ne ki aur inteha hamsheer ne) x2
(Hasrate puri na karne di jise taqdeer ne) x2
(Ibteda bhai ne ki aur inteha hamsheer ne) x2
Khaab-e-ibrahim ki tabeer di shabbir ne
(Ibteda bhai ne ki aur inteha hamsheer ne) x2
(Raat bhar pehre diye the zainabe dilgeer ne) x2
(Ibteda bhai ne ki aur inteha hamsheer ne) x2
Khaab-e-ibrahim ki tabeer di shabbir ne
(Ibteda bhai ne ki aur inteha hamsheer ne) x2
(Ghar lutaya sar kataya ibne khaibar geer ne) x2