Ghaazi ka alam logo
- Hassan Sadiq (2005)
(Baba tera shere khuda, tu wafaaon ka hai shehenshaa) x2
(Ghazi ka alam logo, bakshish ki zamanat hai) x3
- (Taazim karo iski) x2 zahraa ki amanat hai
- Abbas ka ye parcham, karbal ki nishaani hai
- Zaalim ne kiye dono baazu bhi kalam dekho
- Sar aaj bhi uncha hai har ek namazi kaa
- Maula ki zarih piche aage hai alam dekho
- Sine se lagaa rakhna ghar ghar pe sajaa rakhna
(Ghazi ka alam logo, bakshish ki zamanat hai) x2
Wabasta isi se kuch pyaason ki kahani hai
Meyaar wafaaon ka azmat ki alamat hai
(Taazim karo iski) x2 zahraa ki amanat hai
(Ghazi ka alam logo, bakshish ki zamanat hai) x2
(Taazim karo iski) x2 zahraa ki amanat hai
(Ghazi ka alam logo, bakshish ki zamanat hai) x2
Uncha hi raha phir bhi ghazi ka alam dekho
Zainab ki duaaon se ab tak ye salamat hai
(Taazim karo iski) x2 zahraa ki amanat hai
(Ghazi ka alam logo, bakshish ki zamanat hai) x2
(Taazim karo iski) x2 zahraa ki amanat hai
(Ghazi ka alam logo, bakshish ki zamanat hai) x2
Islam yaqinan ye ehsaan hai ghazi kaa
Jo aaj talak teri saanso mei hararat hai
(Taazim karo iski) x2 zahraa ki amanat hai
(Ghazi ka alam logo, bakshish ki zamanat hai) x2
(Taazim karo iski) x2 zahraa ki amanat hai
(Ghazi ka alam logo, bakshish ki zamanat hai) x2
Karbal ki tarhaa abhi mehsus huwa mujko
Matam ke juluson mei ghazi ki kayadat hai
(Taazim karo iski) x2 zahraa ki amanat hai
(Ghazi ka alam logo, bakshish ki zamanat hai) x2
(Taazim karo iski) x2 zahraa ki amanat hai
(Ghazi ka alam logo, bakshish ki zamanat hai) x2
Har shaam diye iski chokhat pe jalaa rakhna
"Jawaad" ye sadyon se momin ki ibadat hai