Aao Khaleel
- Hassan Sadiq (2005)
(Haae Akber Haa Akber haae haae akber) x2
(Aao khalil dekho aagaaz hai fughan ka) x3
- (Kaandhe zaeef ke par) x2 laashaa hai nawjawaan ka
- (Thaamo khalil dil ko shayad na dekh paao) x2 (Hamshakle Mustafa ke) x2 sine me phal sina ka
- (Pardo mei jisko paala athara saal zainab) x2 (who lakht hai kaleja) x2 maqtal mei us jawaan ka
- (Naa sine ke jigar se sheh khench te hai barchi) x2 (dil gham se phat na jaae) x2 khaime ke dar pe maa ka
- (Bechain hogayi hai subhe ashur asghar) x2 (andaaz hu ba hu hai) x2 akber teri azaan ka
- (Sughra se koi kehdo bibi diye bujhaalo) x2 (naa aayega palat kar) x2 ham shakle nana jaan ka
- (Akber ke paak khun se rangi hai khak-e-karbal) x2 (rang laal hogaya hai) x2 "Jawaad" aasmaan ka
(Aao khalil dekho aagaaz hai fughan ka) x2