Maa ne asghar ko
- Hassan Sadiq (2003)
(Hai asghar hai hai asghar) x2
(Maa ne ashgar ko jo jhule me na paaya ho gha) x3
- Raat bhar chain use, kistarha aaya hoga
- Maa yehi sooch ke rooti thi lahu ke aansu, Sheh ne kistarha kiya hoga tere khoon se wuzoo, (Teer jab asghare) x2 beshir ne khaya hoga
- Raat bhar chain use kistarha aaya hoga
- Kuch jalee beeghriya jhule ki utha laayee thee, Baanu jab choot ke zindaan se ghar aayee the, (Haal asghar ka youn) x2 sughra ko sunaya hoga
- Raat bhar chain use kistarha aaya hoga
- Zindagi bhar kabhi saaye mein naa baithi madar, Kehti thi dhoop me sota hai mera noore nazar (Meri to kabr pe bhi) x2 dhoop ka saaya hoga
- Raat bhar chain use kistarha aaya hoga
- Poochti rehti thi har ek se maa ashgar ki, Mujhko batlao bani qabr kaha asghar ki (Uski turbat pe diya) x2 kisne jalaaya hoga
- Raat bhar chain use x2 kistarha aaya hoga
(Maa ne ashgar ko jo jhule me na paaya ho gha) x2

(Maa ne ashgar ko jho jhule me na paaya ho gha) x2