Aj ghar mei
- Irfan Haider (2006)
Aj ghar mei
(Ya hussain, ya hussain, hussain) x2
(Zehra sa pehenji majlis mei, aj shaah-e-shaheeda aayo aay) x2
Ho aj shaah-e-shaheeda aayo aay
(Aj ghar mei pehenje maula jo, mu(n) farsh-e -aza, bichaayo aay) x3
- (Jab chaand muharram ka dekha, aankho(n) se bahaaye ashk-e-aza) x2
- (Ik jhula sajaakar chota sa, Asghar ki pyaas ko yaad kiya) x2
- (Taboot sajaya jab mene, hamshakl-e-payambar ka rokar) x2
- (Mehendhi jo sajaayi qasim ki, nawshaah ka sehra aise parha) x2
- (Wo chote chote surkh alam, jab nasb kiye to dil ne kaha) x2
- (Do baaliyaa(n) aur ik mashkiza, ghazi ke alam ke saath rakha) x2
- (Taboot sajaya jab tera, ay shaah-e-shaheeda tashnadahan) x2
- (Phir eik sabeel banaayi gayi, pyaaso(n) ki pyaas pe rote huwe) x2
- ("Irfan" aur "Mazhar" ki jannat, hai majlis matam farsh-e-aza) x2
Matam huwa, parcham bhi saja
Dil rodiya, karke ye bukaa
Hussain ya hussain
(Aj ghar mei pehenje maula jo, mu(n) farsh-e -aza, bichaayo aay) x2
Phir shaah ko, us kamsin ka
Pursa diya, aur nawha kiya
Hussain ya hussain
(Aj ghar mei pehenje maula jo, mu(n) farsh-e -aza, bichaayo aay) x2
Aisa laga, karti hai buka
Akbar ki maa(n), dekar ye sada
Hussain ya hussain
(Aj ghar mei pehenje maula jo, mu(n) farsh-e -aza, bichaayo aay) x2
Sehra tera, ashko(n) se bana
Har ashk ne, ye nawha kiya
Hussain ya hussain
(Aj ghar mei pehenje maula jo, mu(n) farsh-e -aza, bichaayo aay) x2
Phele alam, un bacho(n) se
Zainab ne jo, kurbaan kiye
Hussain ya hussain
(Aj ghar mei pehenje maula jo, mu(n) farsh-e -aza, bichaayo aay) x2
Ik alqama ankho(n) se chali
Yaad agayi, phir pyaas teri
Hussain ya hussain
(Aj ghar mei pehenje maula jo, mu(n) farsh-e -aza, bichaayo aay) x2
Maa(n) sayyeda ki aayi sada
Zakhm-e-jigar, phir taaza huwa
Hussain ya hussain
(Aj ghar mei pehenje maula jo, mu(n) farsh-e -aza, bichaayo aay) x2
Kuze rakhe, paani bhi rakha
Har kuze par, tera naam likha
Hussain ya hussain
(Aj ghar mei pehenje maula jo, mu(n) farsh-e -aza, bichaayo aay) x2
Hai bandagi, Ye farsh-e-aza
Aur zindagi, matam hai tera
Hussain ya hussain