Abad hui karbobala ujda madina
- Nadeem Sarwar (1994)
Abad huwi karbobala, ujda madina. Barbad huwi mai..(2)
Zainab ko narasaya muharram ka mahina
Abad huwi karbobala, ujda madina. Barbad huwi mai..(2)
1. Ek din tha, ke is-e shehr-e ki karti thi me shahi (Or aaj tabahi) x2
Be ghusl-e pada mohr-e nabuwat-e ka nagina. Barbad huwi mai
Abad huwi karbobala, ujda madina. Barbad huwi mai..(2)
2. Kis laash pe rouu kis chhodu me baraadar (Lash-e he bahattar) x2
Had ye he ke rone ki ijazat-e bhi mili na.Barbad huwi mai
Abad huwi karbobala, ujda madina. Barbad huwi mai..(2)
3. Asghar ka gala bhayi ka sar, sinaye akbar (Sab goharo chadar) x2
Is dasht me luta gaya zainab ka khazina. Barbad huwi mai
Abad huwi karbobala, ujda madina. Barbad huwi mai..(2)
4. Maye binaa pehchan saki, bacho ke chehre (Bikhre huwe sehre) x2
Hai khun ke darya me gharibo ka safina. Barbad huwi mai
Abad huwi karbobala, ujda madina. Barbad huwi mai..(2)
5. Ek aag hai, khaymo me kayamat ka samaa hai (Ghazi tu kaha hai) x2
Dekho to ridaa cheen liya, shimr kamina. Barbad huwi mai
Abad huwi karbobala, ujda madina. Barbad huwi mai..(2)
6. Chadar chini, dur lay liye ab zulmana dhaao (Baba se milaao) x2
Neze ke tale baith ke roti hai sakina.Barbad huwi mai
Abad huwi karbobala, ujda madina. Barbad huwi mai..(2)
7. Paband-e rasan bibiya bazar khule sar (Har mod pe pathar) x2
Masum yatimo ka baha surkh pasina. Barbad huwi mai
Abad huwi karbobala, ujda madina. Barbad huwi mai..(2)