Jannat ke do shehzaade

- Irfan Haider (2004)


(Shezada-e-Hassan Shezada-e-Hussain)x3
(Janaat ke do shezade Zehra ke dil ke chen)x2

1 Ik shahazada-e-sabzkaba (ummat ne jisko zahr diya)x2
Ik shezade per teg chali roti he jisko kerbobala
(Janaat ke do shezade Zehra ke dil ke chen)x2

2 Tabut ko ik shezade ke (tiro ne sajaya wawaila)x2
Ik shezade ke laashe ko tiro ne uthaya Wawaila
(Janaat ke do shezade Zehra ke dil ke chen)x2

3 Jo teer janeze per aye (wo teer chale the khaiber se)x2
Paiwast huwe jab lasho me wo teer bikhar te the nale
(Janaat ke do shezade Zehra ke dil ke chen)x2

4 Janaat se inhey shezado ke (malboos khuda ne bheje the)x2
Nam Pake muhammed ke jinke un shezado per zulm huwe
(Janaat ke do shezade Zehra ke dil ke chen)x2

5 Yasrab me rahen ya karbel me (ansu na kahi rukh ne paye)x2
Ye soch ke akser rota hu ye log zamin pe kyu ayen
(Janaat ke do shezade Zehra ke dil ke chen)x2

6 Kya khub bapa ho ka badla (dono ko diya is dunya ne)x2
Be dard zamene se laikin kaarte hi rahe ta umr wafa
(Janaat ke do shezade Zehra ke dil ke chen)x2

7 Farman-e-ali ye shehre khuda (beto ne sahe kya rang aur mahan)x2
Ik shezada ko zehr mila ik shezada mehroom-e-kafan
(Janaat ke do shezade Zehra ke dil ke chen)x2

8 In shezado ko zehra ne kal (chaki pis ke pala thaa)x2
Ye shezade jab katl huwe kar te the paygamber bhi noha
(Janaat ke do shezade Zehra ke dil ke chen)x2

9 En shezado ke julo ko (jibril julaya ker te the)x2
Lasho pe inhi shehzado ke ye keh ke farishte rote the
(Janaat ke do shezade Zehra ke dil ke chen)x2