Hai shaam ka safar
- Tejani Brothers (2006)
Hai shaam ka safar
Hai shaam ka safar (Zainab hai nange sar, hai shaam ka safar) x2 Zainab hai nange sarNeze pe ro raha hai ibne ali ka sar(Zainab hai nange sar, hai shaam ka safar) x2 Zainab hai nange sar
(Majma hai ashkiya ka sajad kehrahe hai) x2Seyedaniyo ko lekar jawuga me kidher
(Zainab hai nange sar, hai shaam ka safar) x2 Zainab hai nange sar
(Barsaat patharo(n) ki hai kaydiyo(n) ke sar par) x2Tar khu(n) se ho rahi hai zindaa(n) ki rehguzar
(Zainab hai nange sar, hai shaam ka safar) x2 Zainab hai nange sar
(Humsheer berida dekhenga kistarha se) x2Rukhta nahi sina par abbas ka yu(n) sar
(Zainab hai nange sar, hai shaam ka safar) x2 Zainab hai nange sar
(Chadar nahi hai sarpe baalo(n) se mu(n) chhupaye) x2Zehra ki betiya(n) hai raho(n) me nawhaghar
(Zainab hai nange sar, hai shaam ka safar) x2 Zainab hai nange sar
(Kufe ki shehzaadi qaydi bani huwi hai) x2Mehboobe kibriya bhi rote hai arsh par
(Zainab hai nange sar, hai shaam ka safar) x2 Zainab hai nange sar
Bazu bandhe huwe hai sarpar rida nahiAy ummate muhammed kuchh to khuda se ddar
(Zainab hai nange sar, hai shaam ka safar) x2 Zainab hai nange sar
"Rehan" ye yaqi(n) hai jannat me jawungaShabbir ke sahare zainab ke naam par