Al ajal ya imam
- Tejani Brothers (2009)
Al ajal ya imam Ayna talibu bi dhuhulil anbiya, ayna talibu bi damil maqtooli bi karbala (Alajal ya imam, ya imame zamaan) x4 1. Har taraf jahan me zulm aur jafa haiAaj aake dekho, waqt kya para haiSaare momino ke lab pe ye sada haiInteqame karbala humko dekhna haiHar gari hamare dil me bus dua hai (Alajal ya imam, ya imame zamaan) x4 2. Ab munfiqat ka dor chal raha hai,Bekhata lahu ko jo bahaa raha haiZulm ki hukumat, aaj har jaga haiSamarra me dekho, haye kya huwa haiAaj be alaamat, qabr-e-sayyeda hai (Sayyeda fatemah, sayyeda fatemah) x4 3. Tum bhi mere maula ibne sayyeda hoJaane mustafa ho, ibne murtaza hoMaula askari kai, aap mehlaqa hoAaj aap maula, shaahe karbala hoZalimo(n) ke sar ki, aap hi qaza ho (Alajal ya imam, ya imame zamaan) x4 4. Aap ayiye ab, muntazir hai kabaaleke awo khanjar, shahe la fatah kaaap ayenge jab, inqelab hogaaap ka hai sadqa, ye jahaan saaranaam leraha hai, har malak tumhara (Alajal ya imam, ya imame zamaan) x4 5. parchame hussaini haath me uthaawomausame adalat, aap leke aawofarsh ab aza ka, har jaga bichaawoaur diya aza ka, har taraf jalaawoRab se jo kiya hai, wada tum nibhaawo (Alajal ya imam, ya imame zamaan) x4 6. Kaise bhool jaaye(n), Karbala ka manzarShaah-e-karbala tha, zee(n) pe na zamee(n) parPyaasa wo gale par, chal raha tha khanjarKhayme se ye Zainab, keh rahi thi rokarBabajaa(n) bachaawo, karbala mei aakar (Alajal ya imam, ya imame zamaan) x4 1. Darke niche zahra jabke gir rahi thiHaath tha kamar par baap ko sada diMohsine ali ko jabke kho rahi thiMarte marte zahra deti thi duhayiAb hai unki badla teri zimmedari (Alajal ya imam, ya imame zamaan) x4 2. Kayinaat me hai har zaba(n) pe naaraaInteqame zahra lijiye khudaaraa,Aap ko tejani ne hai ab pukaaraaDijiye qalam ko aap ka sahaaraaNohay jab parhe ham saath ho tumhaaraa (Alajal ya imam, ya imame zamaan) x4